
Yeh hamaara abhimaan nahi Yeh bharat ke prati samman hai Yeh kewal kuch shabd nahi Yeh Bharat ka Samvidhaan hai
Vyathit Bharat mann ka aur har ikk jan jan ka pratirodh hai yai, Hata diya astitva iska kyuki tarakki mei gatirodh hai yeh
Aaj mile hain phir bhaiyon se, Jaan chooti unn teen kasaion se Shool jo tha chubh raha barso se hamare dil mein Aaj mila kuch aaram hai Hindustaan ke iss veer Purush ke liye mann mei ab keval samman hai.
Kashmir se kanyakumari tak lehrata tiranga aaj hamaari pehchaan hai Yeh Hamaara abhimaan nahi Yeh Bharat ke prati samman hai.
Love you all.

